UTHAYE JA UNKE SITAM LYRICS
Uthaaye ja unke sitam lyrics, written by Mohit Chauhan, is an anthem for the youth of India. Created to empower individual expression and mirroring the new India, this song speaks to the new Indian dream.
Film: Andaz (1949)
UTHAYE JA UNKE SITAM LYRICS
Uthaye ja unke sitam aur jiye jaa
Yunhi muskuraye ja, aansoo piye ja
Uthaye ja unke sitam aur jiye jaa
Yunhi muskuraye ja, aansoo piye ja
Uthaye ja unke sitam
Yehi hain mohabbat ka dastoor aye dil
Dastoor aye dil
Woh ghum de tujhe tu duaye diye ja
Uthaye ja unke sitam
Kabhi woh nazar jo samayi thi dil me
Samayi thi dil me
Usi ek nazar ka sahara liye ja
Uthaye ja unke sitam
Sataye zamana o, sitam dhaye duniya
Sitam dhaye duniya
Magar kisi ki tammana kiye ja
Uthaye ja unke sitam aur jiye jaa
Yunhi muskuraye ja, aansoo piye ja
Uthaye ja unke sitam
0 Comments
Please do not enter any spam link in the comment box.