Rab Na Kare Ke Ye Zindagi Kabhi Kisi Ko Daga De Lyrics

 Rab Na Kare Ke Ye Zindagi Kabhi Kisi Ko Daga De Lyrics

Rab Na Kare Ke Yeh Zindagi (Rabbit Na Kare Ke Yeh Zindagi) The song Vaada Raha... I Promise is sung by Babbu Mann, while the film's soundtrack is composed by Monty Sharma, Tochi Raina, Sharib, and Babbu Mann. Babbu Mann also wrote the film's lyrics, which may be found below.


Rab Na Kare Ke Yeh Zindagi Song Detail
Song : Rab Na Kare Ke Yeh Zindagi
Album : Vaada Raha... I Promise (2009)
Singer : Babbu Mann
Musician : Monty Sharma, Tochi Raina, Sharib, Babbu Mann
Lyricist : Babbu Mann

Rab Na Kare Ke Ye Zindagi Kabhi Kisi Ko Daga De Lyrics


Rab Na Kare Ke Yeh Zindagi Lyrics

Rab na kare ke yeh zindagi
Kabhi kisi ko daga de
Kisi ko rulaaye na dil ki lagi
Maula sab ko dua de
Rab na kare ke yeh zindagi
Kabhi kisi ko daga de
[Kabhi kisi ko daga de]
Kisi ko rulaaye na dil ki lagi
Maula sab ko dua de
Tere pehlu mein jo raatein guzaari
Shab-e-maahtab mein nazrein utaari..
[Nazrein utaari]
Tere pehlu mein jo raatein guzaari
Shab-e-maahtab mein nazrein utaari..
Hum bhi ruke hain us mod par
Koi humko sada de Hum bhi ruke hain us mod par
Koi humko sada de
[Koi humko sada de]
Rab na kare ke yeh zindagi
Kabhi kisi ko daga de
Kisi ko rulaaye na dil ki lagi
Maula sab ko dua de
Salaamat rahe taaki ghaav na laage
Tere hijra mein koi saari raat jaage
[Saari raat jaage]
Salaamat rahe taaki ghaav na laage
Tere hijra mein koi saari raat jaage
Chain se soye jaan meri so kuva de sava de
Chain se soye jaan meri so kuva de sava de
Rab na kare ke yeh zindagi
Kabhi kisi ko daga de
Kisi ko rulaaye na dil ki lagi
Maula sab ko dua de
Kaise chukaun tere ehsaan main
Rakh doon yeh girvi deen-o-imaan main
[Deen-o-imaan main]
Kaise chukaun tere ehsaan main
Rakh doon yeh girvi deen-o-imaan main
Har saans meri naam tere
Maula mujhko kazaa de
Har saans meri naam tere
Rab mujhko kazaa de
[Rab mujhko kazaa de]
Rab na kare ke yeh zindagi
Kabhi kisi ko daga de
[Kabhi kisi ko daga de]
Kisi ko rulaaye na dil ki lagi
Maula sab ko dua de
[Maula sab ko dua de]



Post a Comment

0 Comments