BEWAFA TERA MASOOM CHEHRA LYRICS – Jubin Nautiyal | Ihana Dhillon
🎶 Bewafa Tera Masoom Chehra Lyrics 🎬 After the huge success of "Meri Aashiqui" the talented artist Jubin Nautiyal is back with another beautiful Hindi song titled Bewafa Tera Masoom Chehra. The song features actress Ihana Dhillon, Karan Mehra, and Amandeep Phogat in lead roles. 🎤 The music for this song has been given by Rochak Kohli while the lyrics have been penned by Rashmi Virag. 🎥 The video for the song has been directed by Navjeet Buttar and it is presented under the T-Series Label.
🎶Song Credits🎶
Bewafa Tera Masoom Chehra Lyrics
Woh Bhi Kya Din The Yaar
Tumhe Dekhkar Saari
Yaade Taza Ho Gayi
Tumhare Gale Khanak
Aur Ayat Ki Payal Ki Chanak
Poora Mohalla Gunj Uthta Tha
Dil Laga Bhi Liya
Ishq Bhi Kar Liya
Chandni Raat Mein
Humnein Taare Gine
Dil Laga Bhi Liya
Ishq Bhi Kar Liya
Chandni Raat Mein
Humnein Taare Gine
Khwaab Jaisa Koyi
Khwaab Thi Zindagi
Neend Tuti Toh Aaya
Samajh Ye Hume
Raah Woh Jispe Main Chal Raha Tha
Uski Koi Bhi Manzil Nahi Hai
Bewafa Tera Masoom Chehra
Bhool Jaane Ke Kabil Nahi Hai
Bewafa Tera Masoom Chehra
Bhool Jaane Ke Kabil Nahi Hai
Bewafa Tera Masum Chehra
Bhool Jaane Ke Kabil Nahi Hai
Khoobsurat Bahot Hain Tu Lekin
Dil Lagane Ke Kabil Nahi Hai
Bewafa Tera Masoom Chehra
Bhool Jaane Ke Kabil Nahi Hai
Bhool Jaane Ke Kabil Nahi Hai
Ho Meri Yaado Se Tu Aaj Tak Na Gaya
Aankh Mein Barishein Teri Maujood Hai
Meri Yaado Se Tu Aaj Tak Na Gaya
Aankh Mein Baarishein Teri Maujood Hai
Aaj Bhi Mehfilon Mein Tere Aur Mere
Naam Pehle Ki Tarah Hi Mashoor Hai
Mere Barbaadiyon Ki Wajah Mein
Kehte Hai Ki Tu Shamil Nahi Hain
Qatal Baazar Mein Ho Chuka Hu
Firbhi Tu Mera Kaatil Nahi Hain
Bewafa Tera Masoom Chehra
Bhul Jaane Ke Kabil Nahi Hai
Bhul Jaane Ke Kabil Nahi Hai
Kabhi Iss Ore Kabhi Uss Ore
Chale Jate Ho
Mohabbat Hamse Wafa Ghairon Se
Ye Hunar Kahan Se Laate Ho
Karwat Badal Leta Hu Main Aaj-Kal
Jo Kabhi Mere Khwabon Mein
Tum Chale Aate Ho
Jhuthi Wafayon Ki Jhoothi Kahani Hai
Tune Sunai Mujhe
Mere Liye To Khuda Bhi Tha Jhootha
Main Sach Maan Baitha Tujhe
Jhuthi Wafayon Ki Jhoothi Kahani Hai
Tune Sunai Mujhe
Mere Liye To Khuda Bhi Tha Jhootha
Main Sach Maan Baitha Tujhe
Saare Ke Saare Zakham Hai Sambhale
Jo Tune Diye The Mujhe
Ab Dhadakta Hai Seene Mein Mere
Hain Wo Pathar Koi Dil Nahi Hai
Zindagi Bhar Jise Maine Chaha
Zindagi Bhar Jise Maine Chaha
Marke Bhi Mujhko Hasil Nahi Hai
Bewafa Tera Masoom Chehra
Bhool Jaane Ke Kabil Nahi Hai
Bhool Jaane Ke Kabil Nahi Hai
Bhul Jaane Ke Kabil Nahi Hai
Written by: Rashmi Virag
0 Comments
Please do not enter any spam link in the comment box.